Qayamat Aane Wali Hai

कयामत आने वाली है

By: Traditional
Category: Prayer, Prayer MeetingOccasion: Sunday Service, Prayer MeetingLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Qayamat Aane Wali Hai

Masihiyon Jaagte Rehna -2

Hamesha Jaagte Rehna

Duaayen Mangte Rehna -2

Masiha Aane Wala Hai

Karo Taiyaar Apne Ko -2

Karo Tauba, Gunahon Se -2

Dua Ke Noor Se Roshan Karo

Dil Ke Chiragon Ko -2

Karo Dil Ke Chiragon Ko -2

Dua Ke Noor Se Roshan Karo

Dil Ke Chiragon Ko

Masih Ne Khun Diya

Ab Dho Lo In

Paapon Ke Daagon Ko

Khuda Se Dil Laga Lo

Tod Do Rishton Ke Dhagon Ko -2

Masiha Aane Wala Hai

Karo Taiyaar Apne Ko -2

Karo Tauba, Gunahon Se -2

Ghadi Hai Uske Aane Ki

Na Jaane Kab Wo Aa Jaye -2

Na Jaane Kab Qayamat Ka Wo Badal

Sar Pe Chha Jaaye

Suno Ye Waqt Ki Aawaz

Hamko Ye Hi Samjhaye -2

Masiha Aane Wala Hai

Karo Taiyaar Apne Ko -2

Karo Tauba, Gunahon Se -2

Bahut Ham So Chuke Ab Hamko

Aankhen Kholni Hongi -2

Hame Apni Har Ek Neki Badi

Ab Taulni Hogi

Qayamat Aane Wali Hai

Masihiyon Jaagte Rehna

Masiha Aane Wala Hai

Karo Taiyaar Apne Ko -2

Karo Tauba, Gunahon Se -2

Qayamat Aane Wali Hai

Masihiyon Jaagte Rehna

Masiha Aane Wala Hai

Karo Taiyaar Apne Ko

Karo Tauba, Gunahon Se -2

VERSE 1

क़यमत आने वलि है

मसिहियोन जाग्ते रेह्न -2

हमेश जाग्ते रेह्न

दुआयेन मन्ग्ते रेह्न -2

मसिह आने वल है

करो तैयार अपने को -2

करो तौब, गुनहोन से -2

दुअ के नूर से रोशन करो

दिल के चिरगोन को -2

करो दिल के चिरगोन को -2

दुअ के नूर से रोशन करो

दिल के चिरगोन को

मसिह ने खुन दिय

अब धो लो इन

पापोन के दागोन को

खुद से दिल लग लो

तोद दो रिश्तोन के धगोन को -2

मसिह आने वल है

करो तैयार अपने को -2

करो तौब, गुनहोन से -2

घदि है उस्के आने की

न जाने कब वो आ जये -2

न जाने कब क़यमत का वो बदल

सर पे च्ह जाये

सुनो ये वक़्त की आवज़

हम्को ये हि सम्झये -2

मसिह आने वल है

करो तैयार अपने को -2

करो तौब, गुनहोन से -2

बहुत हम सो चुके अब हम्को

आन्खेन खोल्नि होन्गि -2

हमे अपनी हर एक नेकि बदि

अब तौल्नि होगि

क़यमत आने वलि है

मसिहियोन जाग्ते रेह्न

मसिह आने वल है

करो तैयार अपने को -2

करो तौब, गुनहोन से -2

क़यमत आने वलि है

मसिहियोन जाग्ते रेह्न

मसिह आने वल है

करो तैयार अपने को

करो तौब, गुनहोन से -2

English Lyrics
VERSE 1

Qayamat Aane Wali Hai

Masihiyon Jaagte Rehna -2

Hamesha Jaagte Rehna

Duaayen Mangte Rehna -2

Masiha Aane Wala Hai

Karo Taiyaar Apne Ko -2

Karo Tauba, Gunahon Se -2

Dua Ke Noor Se Roshan Karo

Dil Ke Chiragon Ko -2

Karo Dil Ke Chiragon Ko -2

Dua Ke Noor Se Roshan Karo

Dil Ke Chiragon Ko

Masih Ne Khun Diya

Ab Dho Lo In

Paapon Ke Daagon Ko

Khuda Se Dil Laga Lo

Tod Do Rishton Ke Dhagon Ko -2

Masiha Aane Wala Hai

Karo Taiyaar Apne Ko -2

Karo Tauba, Gunahon Se -2

Ghadi Hai Uske Aane Ki

Na Jaane Kab Wo Aa Jaye -2

Na Jaane Kab Qayamat Ka Wo Badal

Sar Pe Chha Jaaye

Suno Ye Waqt Ki Aawaz

Hamko Ye Hi Samjhaye -2

Masiha Aane Wala Hai

Karo Taiyaar Apne Ko -2

Karo Tauba, Gunahon Se -2

Bahut Ham So Chuke Ab Hamko

Aankhen Kholni Hongi -2

Hame Apni Har Ek Neki Badi

Ab Taulni Hogi

Qayamat Aane Wali Hai

Masihiyon Jaagte Rehna

Masiha Aane Wala Hai

Karo Taiyaar Apne Ko -2

Karo Tauba, Gunahon Se -2

Qayamat Aane Wali Hai

Masihiyon Jaagte Rehna

Masiha Aane Wala Hai

Karo Taiyaar Apne Ko

Karo Tauba, Gunahon Se -2

Related Songs