Rab Ki Hove Sanna Hamesha
रब्ब की होवे सन्ना हमेशा,
Romanisedi
Hindi
Rab Ki Hove Sanna Hamesha,
Rab Ki Hove Sanna -2
Rab Ki Hove Madah Sarayi -2
Uske Naam Ki Sanna
Uske Naam Ki Sanna Hamesha
Rab Ki Hove Sanna...
Rab Ke Ghar Me, Hove Sitaish -2
Uski Hamd-O-Sanna
Uski Hamd-O-Sanna Hamesha
Rab Ki Hove Sanna...
Jai Ke Zor Se Phunko Narsinge -2
Barbat Been Baja
Barbat Been Baja Hamesha
Rab Ki Hove Sanna...
Tardaar Sajo Par Ragni Chhedo -2
Daf Aur Tabla Baja
Daf Aur Tabla Baja Hamesha
Rab Ki Hove Sanna...
Bansuri Par Suna Suren Surili -2
Jhan Jhan Jhanjh Baja
Jhan Jhan Jhanjh Baja Hamesha
Rab Ki Hove Sanna...
Kamo Me Hai Vah Kaisa Kaadir -2
Uski Kudrat Bata
Uski Kudrat Bata Hamesha
Rab Ki Hove Sanna...
Sare Milkar Taali Bajao -2
Gao Rab Ki Sanna
Gao Rab Ki Sanna Hamesha
Rab Ki Hove Sanna...
रब की होवे सन्न हमेश,
रब की होवे सन्न -2
रब की होवे मदह सरयि -2
उस्के नाम की सन्न
उस्के नाम की सन्न हमेश
रब की होवे सन्न...
रब के घर मे, होवे सितैश -2
उस्कि हम्द-ओ-सन्न
उस्कि हम्द-ओ-सन्न हमेश
रब की होवे सन्न...
जै के ज़ोर से फुन्को नर्सिन्गे -2
बर्बत बीन बज
बर्बत बीन बज हमेश
रब की होवे सन्न...
तर्दार सजो पर रग्नि च्हेदो -2
दफ़ और तब्ल बज
दफ़ और तब्ल बज हमेश
रब की होवे सन्न...
बन्सुरि पर सुन सुरेन सुरिलि -2
झन झन झन्झ बज
झन झन झन्झ बज हमेश
रब की होवे सन्न...
कमो मे है वह कैस कादिर -2
उस्कि कुद्रत बत
उस्कि कुद्रत बत हमेश
रब की होवे सन्न...
सरे मिल्कर तालि बजओ -2
गओ रब की सन्न
गओ रब की सन्न हमेश
रब की होवे सन्न...
Rab Ki Hove Sanna Hamesha,
Rab Ki Hove Sanna -2
Rab Ki Hove Madah Sarayi -2
Uske Naam Ki Sanna
Uske Naam Ki Sanna Hamesha
Rab Ki Hove Sanna...
Rab Ke Ghar Me, Hove Sitaish -2
Uski Hamd-O-Sanna
Uski Hamd-O-Sanna Hamesha
Rab Ki Hove Sanna...
Jai Ke Zor Se Phunko Narsinge -2
Barbat Been Baja
Barbat Been Baja Hamesha
Rab Ki Hove Sanna...
Tardaar Sajo Par Ragni Chhedo -2
Daf Aur Tabla Baja
Daf Aur Tabla Baja Hamesha
Rab Ki Hove Sanna...
Bansuri Par Suna Suren Surili -2
Jhan Jhan Jhanjh Baja
Jhan Jhan Jhanjh Baja Hamesha
Rab Ki Hove Sanna...
Kamo Me Hai Vah Kaisa Kaadir -2
Uski Kudrat Bata
Uski Kudrat Bata Hamesha
Rab Ki Hove Sanna...
Sare Milkar Taali Bajao -2
Gao Rab Ki Sanna
Gao Rab Ki Sanna Hamesha
Rab Ki Hove Sanna...
Related Songs
Rajulaku Raju Putte Annayya
by Traditional
Wada Jo Kiya Main Nibhaunga Sada
by Traditional
Pahadon Pe Hanste Hain Masiha Ke Diwane
by Traditional
Akshay Mathews
by Traditional
Mere Viruddh Uthne Wali
by Traditional
Aisa Mujhko Bana
by Ashish Charan