Rutba E Masih Zamane Me Mere Isa
रुतबा े मसीह ज़माने में मेरे इसा
Romanisedi
Hindi
Do Aalam Ka Jo Maalik Hai
Masih Yeshu Hamara Hai
Ye Aisa Naam Hai, Jis Naam Se
Sabka Guzara Hai
Inayat Jis Pe Hoti Hai
Badal Jaati Hain Taqdireen
Karam Ham Sab Pe Unka Hai
Ye Rehmat Ka Nazara Hai
Zamane Me Mere Isaa -2
Tera Rutba Nirala Hai -2
Tujhe Paya, Hai Jisne Wo -2
Bada Taqdeer Wala Hai -2
Tere Aashiq Ne Aqeedat Se
Sar Jhukaya Hai -2
Bada Naseeb Mera, Maine Tujhko Paya Hai
Tujhe Paya Hai Jisne Wo
Bada Taqdeer Wala Hai
Badli Hain Kismaten Ki Jo Teri Nazar Gayi -3
Paya Hai Tumko Jab Se, Duniyan Badal Gayi
Tujhe Paya Hai Jisne Wo
Bada Taqdeer Wala Hai
Nawaza Hai, Banayi Bigdiyan
Tumne Zamane Ki -3
Karam Se Rehmaton Se Aa
Karam Se Rehmaton Se
Aapne Duniyan Ko Pala Hai -2
Wo Kya Manzar Tha
Kashti Thi Fansi, Tere Hi Chelon Ki -3
Dikha Kar Hath Tufaan Ko -2
Samandar Se Nikala Hai -2
Mohabbat Jisne Bhi Kar Li
Masih Se Dil Lagaya Hai -3
Bharam Rakha Hai Duniyan Me -2
Musibat Me Sambhala Hai -2
Mujhe Hai Naaz Kismat Par
Mujhe Nisbat Masih Se Hai -3
Ki Hathon Me Ham Sabke -2
Karam Ka Ye Niwala Hai -2
Tujhe Paya Hai Jisne Wo
Bada Taqdeer Wala Hai
दो आलम का जो मालिक है
मसिह यीशु हमर है
ये ऐस नाम है, जिस नाम से
सब्क गुज़र है
इनयत जिस पे होति है
बदल जाति हैं तक़्दिरीन
करम हम सब पे उन्क है
ये रेह्मत का नज़र है
ज़मने मे मेरे इसा -2
तेरा रुत्ब निरल है -2
तुझे पय, है जिस्ने वो -2
बद तक़्दीर वल है -2
तेरे आशिक़ ने अक़ीदत से
सर झुकय है -2
बद नसीब मेरा, मैने तुझ्को पय है
तुझे पय है जिस्ने वो
बद तक़्दीर वल है
बद्लि हैं किस्मतेन की जो तेरी नज़र गयि -3
पय है तुम्को जब से, दुनियन बदल गयि
तुझे पय है जिस्ने वो
बद तक़्दीर वल है
नवज़ है, बनयि बिग्दियन
तुम्ने ज़मने की -3
करम से रेह्मतोन से आ
करम से रेह्मतोन से
आप्ने दुनियन को पल है -2
वो क्य मन्ज़र थ
कश्ति थि फ़न्सि, तेरे हि चेलोन की -3
दिख कर हथ तुफ़ान को -2
समन्दर से निकल है -2
मोहब्बत जिस्ने भि कर लि
मसिह से दिल लगय है -3
भरम रख है दुनियन मे -2
मुसिबत मे सम्भल है -2
मुझे है नाज़ किस्मत पर
मुझे निस्बत मसिह से है -3
की हथोन मे हम सब्के -2
करम का ये निवल है -2
तुझे पय है जिस्ने वो
बद तक़्दीर वल है
Do Aalam Ka Jo Maalik Hai
Masih Yeshu Hamara Hai
Ye Aisa Naam Hai, Jis Naam Se
Sabka Guzara Hai
Inayat Jis Pe Hoti Hai
Badal Jaati Hain Taqdireen
Karam Ham Sab Pe Unka Hai
Ye Rehmat Ka Nazara Hai
Zamane Me Mere Isaa -2
Tera Rutba Nirala Hai -2
Tujhe Paya, Hai Jisne Wo -2
Bada Taqdeer Wala Hai -2
Tere Aashiq Ne Aqeedat Se
Sar Jhukaya Hai -2
Bada Naseeb Mera, Maine Tujhko Paya Hai
Tujhe Paya Hai Jisne Wo
Bada Taqdeer Wala Hai
Badli Hain Kismaten Ki Jo Teri Nazar Gayi -3
Paya Hai Tumko Jab Se, Duniyan Badal Gayi
Tujhe Paya Hai Jisne Wo
Bada Taqdeer Wala Hai
Nawaza Hai, Banayi Bigdiyan
Tumne Zamane Ki -3
Karam Se Rehmaton Se Aa
Karam Se Rehmaton Se
Aapne Duniyan Ko Pala Hai -2
Wo Kya Manzar Tha
Kashti Thi Fansi, Tere Hi Chelon Ki -3
Dikha Kar Hath Tufaan Ko -2
Samandar Se Nikala Hai -2
Mohabbat Jisne Bhi Kar Li
Masih Se Dil Lagaya Hai -3
Bharam Rakha Hai Duniyan Me -2
Musibat Me Sambhala Hai -2
Mujhe Hai Naaz Kismat Par
Mujhe Nisbat Masih Se Hai -3
Ki Hathon Me Ham Sabke -2
Karam Ka Ye Niwala Hai -2
Tujhe Paya Hai Jisne Wo
Bada Taqdeer Wala Hai
Related Songs
Rajulaku Raju Putte Annayya
by Traditional
Wada Jo Kiya Main Nibhaunga Sada
by Traditional
Pahadon Pe Hanste Hain Masiha Ke Diwane
by Traditional
Akshay Mathews
by Traditional
Mere Viruddh Uthne Wali
by Traditional
Aisa Mujhko Bana
by Ashish Charan