Saare Jag Ne Anand Manaya Anand Manayen

सारे जग ने आनंद मनाया आनन्द मनायें

By: Traditional
Category: Christmas ServiceOccasion: Christmas, Sunday Service, Christmas ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Saare Jag Ne Anand Manaya

Yeshu Raja Charni Me Aaya

Dooton Ne Phir Ye Geet Gaya

Parmeshwar Ka Putra Hai Aaya -2

Janma Hai, Janma Hai

Shaanti Ka Raja

Janma Hai, Janma Hai

Mukti Ka Daata

Jab Suna Paigaam Masih Ka

Charwahe Phir Darshan Ko Aaye

Sona, Murr, Lobaan Chadane

Teen Majoosi Charni Me Aaye -2

Janma Hai, Janma Hai…

VERSE 1

सारे जग ने आनन्द मनय

यीशु राजा चर्नि मे आय

दूतोन ने फिर ये गीत गय

पर्मेश्वर का पुत्र है आय -2

जन्म है, जन्म है

शान्ति का राजा

जन्म है, जन्म है

मुक्ति का दात

जब सुन पैगाम मसिह का

चर्वहे फिर दर्शन को आये

सोन, मुर्र, लोबान चदने

तीन मजूसि चर्नि मे आये -2

जन्म है, जन्म है…

English Lyrics
VERSE 1

Saare Jag Ne Anand Manaya

Yeshu Raja Charni Me Aaya

Dooton Ne Phir Ye Geet Gaya

Parmeshwar Ka Putra Hai Aaya -2

Janma Hai, Janma Hai

Shaanti Ka Raja

Janma Hai, Janma Hai

Mukti Ka Daata

Jab Suna Paigaam Masih Ka

Charwahe Phir Darshan Ko Aaye

Sona, Murr, Lobaan Chadane

Teen Majoosi Charni Me Aaye -2

Janma Hai, Janma Hai…

Related Songs