Sabke Liye Janma

सबके लिए जन्मा

By: Youth Revival Ministries
Category: Christmas ServiceOccasion: Christmas, Sunday Service, Christmas ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Hai Nagmey Suna Rahi Yeh Hawaayein

Gungunatey Huey Keh Rahi Yeh Fizayein

Khushi Ka Din Aur Waqt Hai Suhana

Zameen Pe Sabko Hai Yeh Batana

Sardiyon Ki Raaton Mei

Bethlehem Ki Nagri Mei

Janma Hai Raja Charoni Mei

Hai Sabke Liye

Duto Ne Paigaam Sunaaya

Hai Rajaon Ka Raja Aaya

Taare Ne Bhi Yeh Darshaaya

Janma Hai Yeshu Mukti Data

Bin Tere Sab Tha Suna

Zindagi Thi Adhoori

Aaya Jag Mei Yeshu

Aayi Roshni Poori

Utra Zameen Mein Swarg Se

Noor Saath Mein Laaya

Shukriya Yeshu, Mere Sabke Liye Aaya

VERSE 1

है नग्मेय सुन रहि येह हवायेइन

गुन्गुनतेय हुएय केह रहि येह फ़िज़येइन

खुशि का दिन और वक़्त है सुहन

ज़मीन पे सब्को है येह बतन

सर्दियोन की रातोन मेइ

बेथ्लेहेम की नग्रि मेइ

जन्म है राजा चरोनि मेइ

है सब्के लिये

दुतो ने पैगाम सुनाय

है रजओन का राजा आय

तारे ने भि येह दर्शाय

जन्म है यीशु मुक्ति दत

बिन तेरे सब थ सुन

ज़िन्दगि थि अधूरि

आय जग मेइ यीशु

आयि रोश्नि पूरि

उत्र ज़मीन मेइन स्वर्ग से

नूर साथ मेइन लाय

शुक्रिय यीशु, मेरे सब्के लिये आय

English Lyrics
VERSE 1

Hai Nagmey Suna Rahi Yeh Hawaayein

Gungunatey Huey Keh Rahi Yeh Fizayein

Khushi Ka Din Aur Waqt Hai Suhana

Zameen Pe Sabko Hai Yeh Batana

Sardiyon Ki Raaton Mei

Bethlehem Ki Nagri Mei

Janma Hai Raja Charoni Mei

Hai Sabke Liye

Duto Ne Paigaam Sunaaya

Hai Rajaon Ka Raja Aaya

Taare Ne Bhi Yeh Darshaaya

Janma Hai Yeshu Mukti Data

Bin Tere Sab Tha Suna

Zindagi Thi Adhoori

Aaya Jag Mei Yeshu

Aayi Roshni Poori

Utra Zameen Mein Swarg Se

Noor Saath Mein Laaya

Shukriya Yeshu, Mere Sabke Liye Aaya

Related Songs