Sainiko Jago Desh Ko Jagana Hai
Romanisedi
Hindi
Sainiko Jago,
Desh Ko Jagana Hai
Jago Re
India Me Har Jagah
Yeshu Naam Ke Liye, Jago Re -2
Jago Re, Jago Re,
Desh Ko Jagana Hai, Jago Re -2
Naraklok Jaane Wale,
Bebas Logo Ko
Kyon Na Bachayen? -2
Nagar Nagar, Gaon Gaon,
Bandhno Se Logo Ko,
Kyon Na Chhudayen -2
Jago Re, Jago Re,
Desh Ko Jagana Hai, Jago Re...
Maya Me Swarg Ko,
Bhul Jaane Walon Ko
Ab Bachana Hai -2
Paap Aur Dhan Me,
Jo Phanse Huye Hain
Unhe Bachana Hai -2
Jago Re, Jago Re,
Desh Ko Jagana Hai, Jago Re...
Khet Pak Chuke Hain,
Mazdur Ki Kami Ko
Jaan Lo Bete -2
Katni Ka Samay Hai,
Sahi Avsar Hai
Jaan Lo Beti -2
Jago Re, Jago Re,
Desh Ko Jagana Hai, Jago Re...
Yeshu Ko Na Jaante,
Aise Karodon Hain
Apne Desh Me -2
Chuppi Saadhe Baithna,
Theek Nahin Bandhu
Jaag Utho Aaj -2
Chal Pade, Ham Chal Pade,
Desh Ko Jagane Ko Chal Pade -2
Sainik Ham Chal Pade,
Desh Ko Jagane Ko Chal Pade
India Me Har Jagah
Yeshu Naam Ke Liye Chal Pade -2
सैनिको जागो देश को जगाना है
जागो रे
इन्डिया में हर जगह
यीशु नाम के लिए, जागो रे -2
जागो रे, जागो रे,
देश को जगाना है, जागो रे -2
नरकलोक जाने वाले बेबस लोगों को,
क्यों न बचाऐं? -2
नगर-नगर गांव गांव
बंधनों से लोगों को,
क्यों न छुड़ायें? -2
जागो रे, जागो रे,
देश को जगाना है, जागो रे...
माया में स्वर्ग को, भूल जाने वालों को
अब बचाना है -2
पाप और धन में, जो फसें हुए हैं
उन्हें बचाना है -2
जागो रे, जागो रे,
देश को जगाना है, जागो रे...
खेत पक चुके हैं, मजदूर की कमी को
जान लो बेटे -2
कटनी का समय है, सही अवसर है
जान लो बेटी -2
जागो रे, जागो रे,
देश को जगाना है, जागो रे...
यीशु को न जानते, ऐसे करोड़ों हैं
अपने देश में -2
चुप्पी साधे बैठना, ठीक नहीं बन्धू
जाग उठो आज -2
चल पड़े, हम चल पडे़,
देश को जगाने को चल पड़े -2
सैनिक हम चल पडे़
देश को जगाने को चल पड़े
इन्डिया में हर जगह
यीशु नाम के लिए चल पड़े -2
Sainiko Jago,
Desh Ko Jagana Hai
Jago Re
India Me Har Jagah
Yeshu Naam Ke Liye, Jago Re -2
Jago Re, Jago Re,
Desh Ko Jagana Hai, Jago Re -2
Naraklok Jaane Wale,
Bebas Logo Ko
Kyon Na Bachayen? -2
Nagar Nagar, Gaon Gaon,
Bandhno Se Logo Ko,
Kyon Na Chhudayen -2
Jago Re, Jago Re,
Desh Ko Jagana Hai, Jago Re...
Maya Me Swarg Ko,
Bhul Jaane Walon Ko
Ab Bachana Hai -2
Paap Aur Dhan Me,
Jo Phanse Huye Hain
Unhe Bachana Hai -2
Jago Re, Jago Re,
Desh Ko Jagana Hai, Jago Re...
Khet Pak Chuke Hain,
Mazdur Ki Kami Ko
Jaan Lo Bete -2
Katni Ka Samay Hai,
Sahi Avsar Hai
Jaan Lo Beti -2
Jago Re, Jago Re,
Desh Ko Jagana Hai, Jago Re...
Yeshu Ko Na Jaante,
Aise Karodon Hain
Apne Desh Me -2
Chuppi Saadhe Baithna,
Theek Nahin Bandhu
Jaag Utho Aaj -2
Chal Pade, Ham Chal Pade,
Desh Ko Jagane Ko Chal Pade -2
Sainik Ham Chal Pade,
Desh Ko Jagane Ko Chal Pade
India Me Har Jagah
Yeshu Naam Ke Liye Chal Pade -2