Sun Aasmani Fauj Shareef
सुन आसमानी फ़ौज शरीफ
Romanisedi
Hindi
Sun Aasmani Fauj Sahreef
Gaati Yeshu Ki Tareef
Aayi Reham Ki Nidaa
Mile Ab Insaan Khud
Kaumon, Utho! Ho Shadmaan
Falak Se Milao Gaan
Tum Mubarak Sab Kaho
Bethlehem Ke Bachche Ko
Sun Aasmani Fauj Sahreef
Gaati Yeshu Ki Tareef
Jo Mehmood Aamano Ka
Jo Maabud Zamaano Ka
Ho Kunwari Se Maulood
Jism Me Hua Maujood
Vah Muzassam Hai Kalaam
Hai Khuda Insaan Salaam
Pahina Aadam Ka Libaas
Hai Khuda Hamare Paas
Shah Salamati Ke Aadab
Tu Jo Raasti Ka Aaftaab
Sabko Zindagi Aur Noor
Tu Hi Bakhshta Bharpur
Khali Ki Sab Apni Shaan
Ta Fir Na Mare Insaan
Bani Aadam Ho Buland
Dusre Janm Ke Farzand
Kaumo Ki Muraad Ab Aa
Ham Me Apna Ghar Bana
Uth Aye Aurat Ki Nasal
Ham Me Saanp Ka Sir Kuchal
Shakal Aadam Ki Mita
Apni Surat De Bitha
Dusra Aadam Upar Se
Apni Ulfat Se Bhar De
सुन आस्मनि फ़ौज सह्रीफ़
गाति यीशु की तरीफ़
आयि रेहम की निदा
मिले अब इन्सान खुद
कौमोन, उथो! हो शद्मान
फ़लक से मिलओ गान
तुम मुबरक सब कहो
बेथ्लेहेम के बच्चे को
सुन आस्मनि फ़ौज सह्रीफ़
गाति यीशु की तरीफ़
जो मेह्मूद आमनो का
जो माबुद ज़मानो का
हो कुन्वरि से मौलूद
जिस्म मे हुअ मौजूद
वह मुज़स्सम है कलाम
है खुद इन्सान सलाम
पहिन आदम का लिबास
है खुद हमरे पास
शह सलमति के आदब
तु जो रास्ति का आफ़्ताब
सब्को ज़िन्दगि और नूर
तु हि बख्श्त भर्पुर
खलि की सब अपनी शान
त फ़िर न मरे इन्सान
बनि आदम हो बुलन्द
दुस्रे जन्म के फ़र्ज़न्द
कौमो की मुराद अब आ
हम मे अपना घर बन
उथ अये औरत की नसल
हम मे सान्प का सिर कुचल
शकल आदम की मित
अपनी सुरत दे बिथ
दुस्र आदम उपर से
अपनी उल्फ़त से भर दे
Sun Aasmani Fauj Sahreef
Gaati Yeshu Ki Tareef
Aayi Reham Ki Nidaa
Mile Ab Insaan Khud
Kaumon, Utho! Ho Shadmaan
Falak Se Milao Gaan
Tum Mubarak Sab Kaho
Bethlehem Ke Bachche Ko
Sun Aasmani Fauj Sahreef
Gaati Yeshu Ki Tareef
Jo Mehmood Aamano Ka
Jo Maabud Zamaano Ka
Ho Kunwari Se Maulood
Jism Me Hua Maujood
Vah Muzassam Hai Kalaam
Hai Khuda Insaan Salaam
Pahina Aadam Ka Libaas
Hai Khuda Hamare Paas
Shah Salamati Ke Aadab
Tu Jo Raasti Ka Aaftaab
Sabko Zindagi Aur Noor
Tu Hi Bakhshta Bharpur
Khali Ki Sab Apni Shaan
Ta Fir Na Mare Insaan
Bani Aadam Ho Buland
Dusre Janm Ke Farzand
Kaumo Ki Muraad Ab Aa
Ham Me Apna Ghar Bana
Uth Aye Aurat Ki Nasal
Ham Me Saanp Ka Sir Kuchal
Shakal Aadam Ki Mita
Apni Surat De Bitha
Dusra Aadam Upar Se
Apni Ulfat Se Bhar De
Related Songs
Rajulaku Raju Putte Annayya
by Traditional
Wada Jo Kiya Main Nibhaunga Sada
by Traditional
Pahadon Pe Hanste Hain Masiha Ke Diwane
by Traditional
Akshay Mathews
by Traditional
Mere Viruddh Uthne Wali
by Traditional
Aisa Mujhko Bana
by Ashish Charan