Tere Lahu Se Mujhe Dho Le Tu Prabhu

तेरे लहू से मुझे धो ले तू प्रभु

By: Traditional
Category: WorshipOccasion: Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Tere Lahu Se Mujhe Dhole Tu Prabhu

Puri Taur Se Abhi

Tere Hi Saman Hone Ke Liye

Mere Jeevan Me Kaam Kar Tu Prabhu -2

Daldal Ki Keech Se Mujhe Ubhara

Chattan Par Khada Kar Diya, Tere Liye -2

Kshama Kiya Hai, Tamam Paapon Ko

Smarn Karta Ki Main Mitti Hun -2

Kalwari Par Balidan Hua Tu,

Daan Aur Data Hai Tu, Mere Liye -2

Vishwas Me Sthir Rahunga,

Aur Tujhse Jyada Prem Karunga -2

Tuta Hua Man Chahta Hai Tu,

Kathor Kar Diya Main, Pichhle Dino Me -2

Naya Banaya Daya Karke,

Swargiya Sthano Me Baitha Diya -2

VERSE 1

तेरे लहु से मुझे धोले तु प्रभु

पुरि तौर से अभि

तेरे हि समन होने के लिये

मेरे जीवन मे काम कर तु प्रभु -2

दल्दल की कीच से मुझे उभर

चत्तन पर खद कर दिय, तेरे लिये -2

क्शम किय है, तमम पापोन को

स्मर्न कर्त की मैन मित्ति हुन -2

कल्वरि पर बलिदन हुअ तु,

दान और दत है तु, मेरे लिये -2

विश्वास मे स्थिर रहुन्ग,

और तुझ्से ज्यद प्रेम करुन्ग -2

तुत हुअ मन चह्त है तु,

कथोर कर दिय मैन, पिच्ह्ले दिनो मे -2

नय बनय दया कर्के,

स्वर्गिय स्थनो मे बैथ दिय -2

English Lyrics
VERSE 1

Tere Lahu Se Mujhe Dhole Tu Prabhu

Puri Taur Se Abhi

Tere Hi Saman Hone Ke Liye

Mere Jeevan Me Kaam Kar Tu Prabhu -2

Daldal Ki Keech Se Mujhe Ubhara

Chattan Par Khada Kar Diya, Tere Liye -2

Kshama Kiya Hai, Tamam Paapon Ko

Smarn Karta Ki Main Mitti Hun -2

Kalwari Par Balidan Hua Tu,

Daan Aur Data Hai Tu, Mere Liye -2

Vishwas Me Sthir Rahunga,

Aur Tujhse Jyada Prem Karunga -2

Tuta Hua Man Chahta Hai Tu,

Kathor Kar Diya Main, Pichhle Dino Me -2

Naya Banaya Daya Karke,

Swargiya Sthano Me Baitha Diya -2

Related Songs