Tere Naam Ke Liye Jiyen Ham (Tu Badhe Main Ghatu)
Romanisedi
Hindi
Tere Naam Ke Liye Jiyen Ham -4
Tu Badhe Main Ghatun,
Mere Jeevan Se Mahima Tujhe Mile -2
Stutiyon Ke Beech Me
Viraajmaan Prabhu
Tu Badhe Aur Main Ghatun -2
Tu Badhe Main Ghatun,
Mere Jeevan Se Mahima Tujhe Mile -2
Yeshu Naam Me Hai Changayi
Yeshu Naam Me Hai Rihaayi
Yeshu Naam Me Hai Sachhayi
Yeshu Naam Me Hai Bhalayi -2
Tu Badhe Main Ghatun,
Mere Jeevan Se, Mahima Tujhe Mile -2
Tu Mera Hai, Main Tera Hun -4
Aye Khuda, Mere Khuda
Mera Jeevan Tera Khuda -2
Tu Badhe Main Ghatun,
Mere Jeevan Se, Mahima Tujhe Mile -4 Yeshu
तेरे नाम के लिए जीएं हम -4
तू बढ़े मैं घटूं,
मेरे जीवन से महिमा तुझे मिले -2
स्तुतियों के बीच में, विराजमान प्रभु,
तू बढ़े और मैं घटूं -2
तू बढ़े, मैं घटूं,
मेरे जीवन से महिमा तुझे मिले -2
यीशु नाम में है चंगायी,
यीशु नाम में है रिहायी
यीशु नाम में है सच्चाई,
यीशु नाम में है भलाई -2
तू बढ़े और मैं घटूं,
मेरे जीवन से महिमा तुझे मिले -2
तू मेरा है, मैं तेरा हूँ -4
ऐ खुदा, मेरे खुदा,
मेरा जीवन, तेरा खुदा -2
तू बढ़े और मैं घटूं,
मेरे जीवन से महिमा तुझे मिले -4 यीशु
Tere Naam Ke Liye Jiyen Ham -4
Tu Badhe Main Ghatun,
Mere Jeevan Se Mahima Tujhe Mile -2
Stutiyon Ke Beech Me
Viraajmaan Prabhu
Tu Badhe Aur Main Ghatun -2
Tu Badhe Main Ghatun,
Mere Jeevan Se Mahima Tujhe Mile -2
Yeshu Naam Me Hai Changayi
Yeshu Naam Me Hai Rihaayi
Yeshu Naam Me Hai Sachhayi
Yeshu Naam Me Hai Bhalayi -2
Tu Badhe Main Ghatun,
Mere Jeevan Se, Mahima Tujhe Mile -2
Tu Mera Hai, Main Tera Hun -4
Aye Khuda, Mere Khuda
Mera Jeevan Tera Khuda -2
Tu Badhe Main Ghatun,
Mere Jeevan Se, Mahima Tujhe Mile -4 Yeshu