Teri Aaradhna Karu Song
Teri aradhana karoon
Teri aradhana karoon
Paap kshama kar jeevan de de
Daya ki yaachna karoon
Tu hi mahaan sarvshaktimaan
Tu hi hai mere jeevan ka sangeet
Hirdy ke taar chhede jhankaar
Teri aradhana hai madhur geet
Jeevan se mere tu mhima paye,
Ek hi kamna karoon
Paap kshama kar….
Sritshti ke har ek kan kan mei
Chhaya hai teri hi mahima ka raag
Pakshi bhi karte hai teri pranshnsa
Har pal sunate hai anand ka raag
Meri bhi bhakti tujhe graham ho
Hirdaya se prarthna karoon
Paap kshhama kar…
Patit jeevan mei jyoti jala de
Tujh hi se lagi hai aasha meri
Paapmaya tan ko door hata de
Poorn ho abhilasha meri
Jeevan ke kathin dukhi chharon ka
Dridta se samna karoon
Paap kshama kar
Samarpan Thorat
To Read Our English Blog Click Here – Today’s Manna
Related Songs
Rajulaku Raju Putte Annayya
by Traditional
Wada Jo Kiya Main Nibhaunga Sada
by Traditional
Pahadon Pe Hanste Hain Masiha Ke Diwane
by Traditional
Akshay Mathews
by Traditional
Mere Viruddh Uthne Wali
by Traditional
Aisa Mujhko Bana
by Ashish Charan