The Lord's Prayer
Category: WorshipLanguage: HindiKey: G
INTRO / MUSIC
Pita Hamare - The Lord's Prayer
Pita hamare Tu jo karta Swarg dhaam mein vaas
Pawan Tera naam sada ho aave Tera raaj

VERSE 1
Swarg saman ho Teri ichcha, Dharti thal par pooran
Har din ka aahaar hamara kar de aaj pradaan -2
Pita hamare Tu jo karta Swarg dhaam mein vaas
Pawan Tera naam sada ho aave Tera raaj
CHORUS
Pita hamare Tu jo karta Swarg dhaam mein vaas
Aur hamare apradhon ko kshama daan kar nath
Jo apne apradhi jan ko hum karte hain maaf
Na pariksha le hamari
VERSE 2
Kintu burai se bacha