Us Pahaad Par Aankhen Meri
उस पहाड़ पर आँखें मेरी
Romanisedi
Hindi
Us pahaad par aankhen meri
Jahan se bahti madad saari
Mera madadgaar khudaya
Zameen aasmaan ko banaya
Dushman ka dar door hataakar
Rakhta mahfooz wo mera ghar
Sachchai aur insaaf se
Le chalta hai apani raah par
Israel ka rakhwala
Na soyega na unghegaa
Mera paalanhaar Yahowa
Sankat main wo sambhalega
Halleluyah-halleluyah
Ja pahunchoo main swarg desh main
Halleluyah gaate sadaa
Jeeunga main tujhme khuda
उस पहाद पर आन्खेन मेरी
जहन से बह्ति मदद सारि
मेरा मदद्गार खुदय
ज़मीन आस्मान को बनय
दुश्मन का दर दूर हताकर
रख्त मह्फ़ूज़ वो मेरा घर
सच्चै और इन्साफ़ से
ले चल्त है अपनि राह पर
इस्रएल का रख्वल
न सोयेग न उन्घेगा
मेरा पालन्हार यहोव
सन्कत मैन वो सम्भलेग
हल्लेलुयह-हल्लेलुयह
ज पहुन्चू मैन स्वर्ग देश मैन
हल्लेलुयह गाते सदा
जीउन्ग मैन तुझ्मे खुद
Us pahaad par aankhen meri
Jahan se bahti madad saari
Mera madadgaar khudaya
Zameen aasmaan ko banaya
Dushman ka dar door hataakar
Rakhta mahfooz wo mera ghar
Sachchai aur insaaf se
Le chalta hai apani raah par
Israel ka rakhwala
Na soyega na unghegaa
Mera paalanhaar Yahowa
Sankat main wo sambhalega
Halleluyah-halleluyah
Ja pahunchoo main swarg desh main
Halleluyah gaate sadaa
Jeeunga main tujhme khuda
Related Songs
Rajulaku Raju Putte Annayya
by Traditional
Wada Jo Kiya Main Nibhaunga Sada
by Traditional
Pahadon Pe Hanste Hain Masiha Ke Diwane
by Traditional
Akshay Mathews
by Traditional
Mere Viruddh Uthne Wali
by Traditional
Aisa Mujhko Bana
by Ashish Charan