Vinti Karun Baar Baar

विनती करूँ बार बार

By: Traditional
Category: Prayer, Prayer MeetingOccasion: Sunday Service, Prayer MeetingLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Vinti Karun Baarbaar

O Prabhu, Vinti Karun Baarbaar

Paap Kshama Ho Hamare -2

Vinti Karun Baarbaar

Paap Ki Gathri, Sar Par Bhari -2

Kabhi Na Kisi Ne Utari -2

Khrist Prabhu Ke, Sharan Me Aake

Vinti Karun Baarbaar...

Lobh Maya Ke, Jaal Me Fanskar -2

Chhod Chale Ham Tumko -2

Aaj Prabhu Tum, Fir Se Virajo -2

Man Mandir Me Hamare --2

Vinti Karun Baarbaar...

Khrist Prabhu Ke, Prem Rakt Me -2

Mukti Milegi Tumko -2

Tan Man Dhan Sab, Arpan Karke -2

Vinti Karo Baarbaar...

VERSE 1

विन्ति करुन बार्बार

ओ प्रभु, विन्ति करुन बार्बार

पाप क्शम हो हमरे -2

विन्ति करुन बार्बार

पाप की गथ्रि, सर पर भरि -2

कभि न किसि ने उतरि -2

ख्रिस्त प्रभु के, शरन मे आके

विन्ति करुन बार्बार...

लोभ मय के, जाल मे फ़न्स्कर -2

च्होद चले हम तुम्को -2

आज प्रभु तुम, फ़िर से विरजो -2

मन मन्दिर मे हमरे --2

विन्ति करुन बार्बार...

ख्रिस्त प्रभु के, प्रेम रक्त मे -2

मुक्ति मिलेगि तुम्को -2

तन मन धन सब, अर्पन कर्के -2

विन्ति करो बार्बार...

English Lyrics
VERSE 1

Vinti Karun Baarbaar

O Prabhu, Vinti Karun Baarbaar

Paap Kshama Ho Hamare -2

Vinti Karun Baarbaar

Paap Ki Gathri, Sar Par Bhari -2

Kabhi Na Kisi Ne Utari -2

Khrist Prabhu Ke, Sharan Me Aake

Vinti Karun Baarbaar...

Lobh Maya Ke, Jaal Me Fanskar -2

Chhod Chale Ham Tumko -2

Aaj Prabhu Tum, Fir Se Virajo -2

Man Mandir Me Hamare --2

Vinti Karun Baarbaar...

Khrist Prabhu Ke, Prem Rakt Me -2

Mukti Milegi Tumko -2

Tan Man Dhan Sab, Arpan Karke -2

Vinti Karo Baarbaar...

Related Songs