Vishwas Se Prabhu Ke Charan Me Aao

विश्वास से, प्रभु के चरण में आओ,

By: Traditional
Category: WorshipOccasion: Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Vishwas Se Prabhu Ke Charan Me Aao

Aao, Aao

Wo Hai Mahan, Dayalu, Parakrami Ishwar

Ishwar, Ishwar

Wo Hi Hai Saari Srishti Ka Srishtikarta

Usne Hai Hamko, Tumko, Sabko Banaya -2

Vishwas Karke Jo Aaye

Jeevan Aur Mukti Ko Paaye

Uske Bina Koi Nahin Jo

Uddhar Hamko Dilaye -2

Vishwas Se Prabhu Ke Charan Me Aao...

Vishwas Jitno Ne Kiya

Anant Jeevan Ko Paya

Yeshu Deta Anant Jeevan

Paas Uske Jo Aaye -2

Vishwas Se Prabhu Ke Charan Me Aao...

Vishwas Me Jo Hai Jeete

Aur Masih Me Marte

Wo Marke Bhi Rehte Zinda Hamesha

Hmesha, Hmesha Ke Liye -2

Vishwas Se Prabhu Ke Charan Me Aao...

VERSE 1

विश्वास से प्रभु के चरन मे आओ

आओ, आओ

वो है महन, दयलु, परक्रमि इश्वर

इश्वर, इश्वर

वो हि है सारि स्रिश्ति का स्रिश्तिकर्त

उस्ने है हम्को, तुम्को, सब्को बनय -2

विश्वास कर्के जो आये

जीवन और मुक्ति को पाये

उस्के बिन कोई नहीं जो

उद्धर हम्को दिलये -2

विश्वास से प्रभु के चरन मे आओ...

विश्वास जित्नो ने किय

अनन्त जीवन को पय

यीशु देत अनन्त जीवन

पास उस्के जो आये -2

विश्वास से प्रभु के चरन मे आओ...

विश्वास मे जो है जीते

और मसिह मे मर्ते

वो मर्के भि रेह्ते ज़िन्द हमेश

ह्मेश, ह्मेश के लिये -2

विश्वास से प्रभु के चरन मे आओ...

English Lyrics
VERSE 1

Vishwas Se Prabhu Ke Charan Me Aao

Aao, Aao

Wo Hai Mahan, Dayalu, Parakrami Ishwar

Ishwar, Ishwar

Wo Hi Hai Saari Srishti Ka Srishtikarta

Usne Hai Hamko, Tumko, Sabko Banaya -2

Vishwas Karke Jo Aaye

Jeevan Aur Mukti Ko Paaye

Uske Bina Koi Nahin Jo

Uddhar Hamko Dilaye -2

Vishwas Se Prabhu Ke Charan Me Aao...

Vishwas Jitno Ne Kiya

Anant Jeevan Ko Paya

Yeshu Deta Anant Jeevan

Paas Uske Jo Aaye -2

Vishwas Se Prabhu Ke Charan Me Aao...

Vishwas Me Jo Hai Jeete

Aur Masih Me Marte

Wo Marke Bhi Rehte Zinda Hamesha

Hmesha, Hmesha Ke Liye -2

Vishwas Se Prabhu Ke Charan Me Aao...

Related Songs