Wo Aa Raha Hai

वो आ रहा है

By: Traditional
Category: Worship, Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Wo Aa Raha Hai -4

Wo Aa Raha Hai

Mera Yeshu Aa Raha Hai

Aisa Hoga Aakhiri Dino Me

Rooh-E-Paak Ki Barish Hogi -2

Tumhare Bete-Betiyan Nabubat Karenge

Budhe Khwab, Jawan Darshan Dekhenge

Zameen Aur Aasman Pe Honge Azeeb Kaam -4

Wo Aa Raha Hai...

Aisa Hoga Aakhiri Dino Me

Jo Uske Naam Ko Pukarega -2

Haan Jo Yeshu Ke Naam Ko Pukarega

Chhut Jayega, Nazaat Payega

Aur Jaisa Khudawand Ne Farmaya -2

Wo Apne Chune Huon Ko Bulayega

Wo Aa Raha Hai...

VERSE 1

वो आ रह है -4

वो आ रह है

मेरा यीशु आ रह है

ऐस होग आखिरि दिनो मे

रूह-ए-पाक की बरिश होगि -2

तुम्हरे बेते-बेतियन नबुबत करेन्गे

बुधे ख्वब, जवन दर्शन देखेन्गे

ज़मीन और आस्मन पे होन्गे अज़ीब काम -4

वो आ रह है...

ऐस होग आखिरि दिनो मे

जो उस्के नाम को पुकरेग -2

हान जो यीशु के नाम को पुकरेग

च्हुत जयेग, नज़ात पयेग

और जैस खुदवन्द ने फ़र्मय -2

वो अपने चुने हुओन को बुलयेग

वो आ रह है...

English Lyrics
VERSE 1

Wo Aa Raha Hai -4

Wo Aa Raha Hai

Mera Yeshu Aa Raha Hai

Aisa Hoga Aakhiri Dino Me

Rooh-E-Paak Ki Barish Hogi -2

Tumhare Bete-Betiyan Nabubat Karenge

Budhe Khwab, Jawan Darshan Dekhenge

Zameen Aur Aasman Pe Honge Azeeb Kaam -4

Wo Aa Raha Hai...

Aisa Hoga Aakhiri Dino Me

Jo Uske Naam Ko Pukarega -2

Haan Jo Yeshu Ke Naam Ko Pukarega

Chhut Jayega, Nazaat Payega

Aur Jaisa Khudawand Ne Farmaya -2

Wo Apne Chune Huon Ko Bulayega

Wo Aa Raha Hai...

Related Songs