Wo Hi Yogya Hai Stuti Ke Pavitrata Se Shobhayman Hokar

वो ही योग्य है स्तुति के पवित्रता से शोभायमान होकर

By: Traditional
Category: PraiseOccasion: Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Pavitrata Se Shobhayman Hokar

Aao Ham Dandwat Karen

Aatma Se Aur Sachchai Se

Yeshu Ko Dhanya Kahen -2

Uski Stuti Yuganuyug Hoti Rahe

Uski Mahima Yuganuyug Hoti Rahe -2

Wo Hi Yogya Hai Stuti Ke

Wo Hi Yogya Hai Mahima Ke

Wo Hi Yogya Hai Aadar Ke

Wo Hi Yogya Hai Tareef Ke

Purab Se Pashchim Tak

Uttar Se Dakshin Tak

Yeshu Naam Hi, Stuti Ke Yogya Hai

Saare Mandal Me, Uski Stuti Hoti Hai

Yeshu Ke Naam Me Hi, Sab Jhukte Hain

Uski Stuti Yuganuyug Hoti Rahe...

Yeshu Ko Chhodkar, Koi Prabhu Nahin Hai

Yeshu Naam Me Hi, Uddhar Hai

Wo Hi Prabhu Hai, Wo Hi Raja Hai

Wo Hi Jeevit Hai, Hamesha Ke Liye

Uski Stuti Yuganuyug Hoti Rahe...

VERSE 1

पवित्रत से शोभय्मन होकर

आओ हम दन्द्वत करेन

आत्मा से और सच्चै से

यीशु को धन्य कहेन -2

उस्कि स्तुति युगनुयुग होति रहे

उस्कि महिमा युगनुयुग होति रहे -2

वो हि योज्ञ है स्तुति के

वो हि योज्ञ है महिमा के

वो हि योज्ञ है आदर के

वो हि योज्ञ है तरीफ़ के

पुरब से पश्चिम तक

उत्तर से दक्शिन तक

यीशु नाम हि, स्तुति के योज्ञ है

सारे मन्दल मे, उस्कि स्तुति होति है

यीशु के नाम मे हि, सब झुक्ते हैं

उस्कि स्तुति युगनुयुग होति रहे...

यीशु को च्होद्कर, कोई प्रभु नहीं है

यीशु नाम मे हि, उद्धर है

वो हि प्रभु है, वो हि राजा है

वो हि जीवित है, हमेश के लिये

उस्कि स्तुति युगनुयुग होति रहे...

English Lyrics
VERSE 1

Pavitrata Se Shobhayman Hokar

Aao Ham Dandwat Karen

Aatma Se Aur Sachchai Se

Yeshu Ko Dhanya Kahen -2

Uski Stuti Yuganuyug Hoti Rahe

Uski Mahima Yuganuyug Hoti Rahe -2

Wo Hi Yogya Hai Stuti Ke

Wo Hi Yogya Hai Mahima Ke

Wo Hi Yogya Hai Aadar Ke

Wo Hi Yogya Hai Tareef Ke

Purab Se Pashchim Tak

Uttar Se Dakshin Tak

Yeshu Naam Hi, Stuti Ke Yogya Hai

Saare Mandal Me, Uski Stuti Hoti Hai

Yeshu Ke Naam Me Hi, Sab Jhukte Hain

Uski Stuti Yuganuyug Hoti Rahe...

Yeshu Ko Chhodkar, Koi Prabhu Nahin Hai

Yeshu Naam Me Hi, Uddhar Hai

Wo Hi Prabhu Hai, Wo Hi Raja Hai

Wo Hi Jeevit Hai, Hamesha Ke Liye

Uski Stuti Yuganuyug Hoti Rahe...

Related Songs