Wo Memna Khuda Ka Beta
वो मेमना, खुदा का बेटा
Romanisedi
Hindi
Tu Is Pustak Ko Lene
Air Mohren, Kholne Ke Yogya Hai
Kyonki Tune Vadh Hokar
Apne Lahu Se
Har Ek Kul Aur Bhasha Aur Logon
Aur Jaati Me Se
Parmeshwar Le Liye, Logon Ko
Mol Liya Hai
Aur Unko Hamare Parmeshwar
Ke Liye
Ek Rajya Aur Yajak
Banaya Hai
Aur Ve Prithvi Par
Raaj Karte Hain -2
Vadh Kiya Hua, Memna Hi
Samarth, Gyan Aur Shakti Ke
Aadar Aur, Mahima Aur
Dhanyawad Ke Yogya Hai -2
Jo Sinhasan Par Baitha Hai
Aur Memne Ka Dhanyawad
Aur Aadar, Aur Mahima
Raaj, Yuganuyug Rahe -2
Wo Memna, Khuda Ka Beta
Ghayal Hua, Vadh Hua
Sabke Paapon Ka Bojh Lekar
Suli Chadha, Suli Chadha -2
तु इस पुस्तक को लेने
ऐर मोह्रेन, खोल्ने के योज्ञ है
क्योन्कि तुने वध होकर
अपने लहु से
हर एक कुल और भश और लोगोन
और जाति मे से
पर्मेश्वर ले लिये, लोगोन को
मोल लिय है
और उन्को हमरे पर्मेश्वर
के लिये
एक रज्य और यजक
बनय है
और वे प्रिथ्वि पर
राज कर्ते हैं -2
वध किय हुअ, मेम्न हि
समर्थ, ज्ञान और शक्ति के
आदर और, महिमा और
धन्यवद के योज्ञ है -2
जो सिन्हसन पर बैथ है
और मेम्ने का धन्यवद
और आदर, और महिमा
राज, युगनुयुग रहे -2
वो मेम्न, खुद का बेत
घयल हुअ, वध हुअ
सब्के पापोन का बोझ लेकर
सुलि चध, सुलि चध -2
Tu Is Pustak Ko Lene
Air Mohren, Kholne Ke Yogya Hai
Kyonki Tune Vadh Hokar
Apne Lahu Se
Har Ek Kul Aur Bhasha Aur Logon
Aur Jaati Me Se
Parmeshwar Le Liye, Logon Ko
Mol Liya Hai
Aur Unko Hamare Parmeshwar
Ke Liye
Ek Rajya Aur Yajak
Banaya Hai
Aur Ve Prithvi Par
Raaj Karte Hain -2
Vadh Kiya Hua, Memna Hi
Samarth, Gyan Aur Shakti Ke
Aadar Aur, Mahima Aur
Dhanyawad Ke Yogya Hai -2
Jo Sinhasan Par Baitha Hai
Aur Memne Ka Dhanyawad
Aur Aadar, Aur Mahima
Raaj, Yuganuyug Rahe -2
Wo Memna, Khuda Ka Beta
Ghayal Hua, Vadh Hua
Sabke Paapon Ka Bojh Lekar
Suli Chadha, Suli Chadha -2
Related Songs
Rajulaku Raju Putte Annayya
by Traditional
Wada Jo Kiya Main Nibhaunga Sada
by Traditional
Pahadon Pe Hanste Hain Masiha Ke Diwane
by Traditional
Akshay Mathews
by Traditional
Mere Viruddh Uthne Wali
by Traditional
Aisa Mujhko Bana
by Ashish Charan