Yahowa Hi Karunanidhan Hai

यहोवा ही करूणानिधान है

By: Traditional
Category: PraiseOccasion: Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Yahowa Hi Karunanidhan Hai

Uncha Sthan Aur Chhudanewala Hai -2

Mera Samarthi Uddharkarta Hai

Sada Gungaan Prabhu Ka Karun Main -2

Yahowa Hi Karunanidhan Hai

Jaise Aakash Prithvi Se Uncha Hai

Vaise Teri Karuna Ham Par Hai -2

Teri Daya Se Nash Na Hua

Teri Karuna Jeevan Se Uttam Hai -2

Yahowa Hi Karunanidhan Hai...

Shatruon Ne Jab Mujhe Gher Liya

Yahowa Tab Sharansthan Bana -2

Mat Dar, Main Tere Sath Hun

Mujh Se Kehkar, Usne Hai Chhudaya -2

Yahowa Hi Karunanidhan Hai...

Tujhe Aarogya Aur Changa Karunga

Prabhu Ne Mujhse Wada Kiya -2

Kode Kha Kar Yeshu Ne Di Shifa

Tere Anugrah Ne Vishram Hai Diya -2

Yahowa Hi Karunanidhan Hai...

Masih Hi Meri Dridh Chattan Hai

Aandhi Aur Baadh Me Tune Thaam Liya -2

Ninda Peeda Me Hath Na Chhoda

Preriton Ki Shiksha Me Sthir Kiya -2

Yahowa Hi Karunanidhan Hai...

Yeshu Tu Mera Jeevan Data Hai

Har Din Jeevan Aur Fazal Deta Hai -2

Tu Hi Meri Stuti Aur Prashansa

Meri Mahima Ki Aasha Tu Hi Hai -2

Yahowa Hi Karunanidhan Hai...

VERSE 1

यहोव हि करुननिधन है

उन्च स्थन और च्हुदनेवल है -2

मेरा समर्थि उद्धर्कर्त है

सद गुन्गान प्रभु का करुन मैन -2

यहोव हि करुननिधन है

जैसे आकश प्रिथ्वि से उन्च है

वैसे तेरी करुन हम पर है -2

तेरी दया से नश न हुअ

तेरी करुन जीवन से उत्तम है -2

यहोव हि करुननिधन है...

शत्रुओन ने जब मुझे घेर लिय

यहोव तब शरन्स्थन बन -2

मत दर, मैन तेरे सथ हुन

मुझ से केह्कर, उस्ने है च्हुदय -2

यहोव हि करुननिधन है...

तुझे आरोज्ञ और चन्ग करुन्ग

प्रभु ने मुझ्से वद किय -2

कोदे ख कर यीशु ने दि शिफ़

तेरे अनुग्रह ने विश्रम है दिय -2

यहोव हि करुननिधन है...

मसिह हि मेरी द्रिध चत्तन है

आन्धि और बाध मे तुने थाम लिय -2

निन्द पीद मे हथ न च्होद

प्रेरितोन की शिक्श मे स्थिर किय -2

यहोव हि करुननिधन है...

यीशु तु मेरा जीवन दत है

हर दिन जीवन और फ़ज़ल देत है -2

तु हि मेरी स्तुति और प्रशन्स

मेरी महिमा की आश तु हि है -2

यहोव हि करुननिधन है...

English Lyrics
VERSE 1

Yahowa Hi Karunanidhan Hai

Uncha Sthan Aur Chhudanewala Hai -2

Mera Samarthi Uddharkarta Hai

Sada Gungaan Prabhu Ka Karun Main -2

Yahowa Hi Karunanidhan Hai

Jaise Aakash Prithvi Se Uncha Hai

Vaise Teri Karuna Ham Par Hai -2

Teri Daya Se Nash Na Hua

Teri Karuna Jeevan Se Uttam Hai -2

Yahowa Hi Karunanidhan Hai...

Shatruon Ne Jab Mujhe Gher Liya

Yahowa Tab Sharansthan Bana -2

Mat Dar, Main Tere Sath Hun

Mujh Se Kehkar, Usne Hai Chhudaya -2

Yahowa Hi Karunanidhan Hai...

Tujhe Aarogya Aur Changa Karunga

Prabhu Ne Mujhse Wada Kiya -2

Kode Kha Kar Yeshu Ne Di Shifa

Tere Anugrah Ne Vishram Hai Diya -2

Yahowa Hi Karunanidhan Hai...

Masih Hi Meri Dridh Chattan Hai

Aandhi Aur Baadh Me Tune Thaam Liya -2

Ninda Peeda Me Hath Na Chhoda

Preriton Ki Shiksha Me Sthir Kiya -2

Yahowa Hi Karunanidhan Hai...

Yeshu Tu Mera Jeevan Data Hai

Har Din Jeevan Aur Fazal Deta Hai -2

Tu Hi Meri Stuti Aur Prashansa

Meri Mahima Ki Aasha Tu Hi Hai -2

Yahowa Hi Karunanidhan Hai...

Related Songs