Yahowa Nissi Yahowa Nissi Dhanya Tera Naam

यहोवा निस्सी यहोवा निस्सी धन्या तेरा नाम

By: Traditional
Category: WorshipOccasion: Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Yahowa Nissi, Yahowa Nissi -2

Dhanya Tera Naam,

Dhanya, Dhanya, Dhanya Tera Naam -2

Shatruon Ki Sena Ko Harata Tu,

Jai Ka Jhanda Hai Hamara Tu -2

Dhanya, Dhanya, Dhanya Tera Naam...

Shaitan Ke Sir Ko Kuchal Kar Tu,

Mrityu Par Jaiwant Hua Hai -2

Dhanya, Dhanya, Dhanya Tera Naam...

Jai Ke Utsav Me Hame Le Chalta Tu,

Sugandh Vachan Ki Hamse Hai Failaata Tu -2

Dhanya, Dhanya, Dhanya Tera Naam...

VERSE 1

यहोव निस्सि, यहोव निस्सि -2

धन्य तेरा नाम,

धन्य, धन्य, धन्य तेरा नाम -2

शत्रुओन की सेन को हरत तु,

जै का झन्द है हमर तु -2

धन्य, धन्य, धन्य तेरा नाम...

शैतन के सिर को कुचल कर तु,

म्रित्यु पर जैवन्त हुअ है -2

धन्य, धन्य, धन्य तेरा नाम...

जै के उत्सव मे हमे ले चल्त तु,

सुगन्ध वचन की हम्से है फ़ैलात तु -2

धन्य, धन्य, धन्य तेरा नाम...

English Lyrics
VERSE 1

Yahowa Nissi, Yahowa Nissi -2

Dhanya Tera Naam,

Dhanya, Dhanya, Dhanya Tera Naam -2

Shatruon Ki Sena Ko Harata Tu,

Jai Ka Jhanda Hai Hamara Tu -2

Dhanya, Dhanya, Dhanya Tera Naam...

Shaitan Ke Sir Ko Kuchal Kar Tu,

Mrityu Par Jaiwant Hua Hai -2

Dhanya, Dhanya, Dhanya Tera Naam...

Jai Ke Utsav Me Hame Le Chalta Tu,

Sugandh Vachan Ki Hamse Hai Failaata Tu -2

Dhanya, Dhanya, Dhanya Tera Naam...

Related Songs