Ye Duniya Do Din Ka Mela
Romanisedi
Hindi
Ye Duniya Do Din Ka Mela -2
Soch Samajh Kar Sauda Kar -2
Ye Duniya Do Din Ka Mela -2
Sundar Sundar Mahal Banaye
Kaudi Kaudi Maya Jodi -2
Khali Aaya, Khali Jana -2
Dhokha Hi Dhokha Hai
Ye Sab Kuch, Chhod Ke Jana Hai -2
Ye Duniya Do Din Ka Mela -2
Dhan Daulat Ka Dher Lagaya
Paani Manwa, Ye Samjhaya -2
Vachan Prabhu Ka, Us Pal Aaya -2
Aaj Hi Jana Hai
Ye Sab Kuch, Chhod Ke Jana Hai -2
Ye Duniya Do Din Ka Mela -2
Chhutega Jab, Ye Tan Bande
Soch Kahan Tu, Jayega Re -2
Dhundh Le Murkh, Apna Thikana -2
Ye Desh Begana Hai
Ki Sab Kuch, Chhod Ke Jana Hai -2
Ye Duniya Do Din Ka Mela -2
Gar Yeshu Ki, Aagya Maane
Duniyandari Ko Bisra Ke -2
Uske Kadmo Me Aa Jaaye -2
Dega Wo Ye Gawahi
Ki Tu Mera Pyara Beta Hai -2
Ye Duniya Do Din Ka Mela -2
Yeshu Jeevan Path Hai Jis Par
Tujhko Chalte Jana Hai -2
Jagah Taiyaar Hai, Uske Ghar Me -2
Vahi Thikana Hai
Ki Apne, Ghar Ko Jana Hai -2
Ye Duniya Do Din Ka Mela...
ये दुनियाँ, दो दिन का मेला -2
सोच समझकर सौदा कर -2
ये दुनियाँ, दो दिन का मेला -2
सुन्दर - सुन्दर महल बनाए
कौड़ी - कौड़ी माया जोड़ी -2
खाली आया, खाली जाना -2
धोखा ही धोखा है
ये सब कुछ, छोड़ के जाना है -2
ये दुनियाँ, दो दिन का मेला -2
धन दौलत का, ढेर लगाया
पापी मनवा, ये समझाया -2
वचन प्रभु का, उस पल आया -2
आज ही जाना है
ये सब कुछ, छोड़ के जाना है -2
ये दुनियाँ, दो दिन का मेला -2
छूटेगा जब, ये तन बन्दे
सोच कहाँ तू, जाएगा रे -2
ढूँढ ले मूर्ख, अपना ठिकाना -2
ये देश बेगाना है
कि सब कुछ, छोड़ के जाना है -2
ये दुनियाँ, दो दिन का मेला -2
गर यीशु की, आज्ञा माने
दुनियांदारी को बिसरा के -2
उसके कदमों, में आ जाए -2
देगा वो ये गवाही
कि तू मेरा, प्यारा बेटा है -2
ये दुनियाँ, दो दिन का मेला -2
यीशु जीवन पथ है जिस पर
तुझको चलते जाना है -2
जगह तैयार है, उसके घर में -2
वही ठिकाना है
कि अपने, घर को जाना है -2
ये दुनियाँ, दो दिन का मेला...
Ye Duniya Do Din Ka Mela -2
Soch Samajh Kar Sauda Kar -2
Ye Duniya Do Din Ka Mela -2
Sundar Sundar Mahal Banaye
Kaudi Kaudi Maya Jodi -2
Khali Aaya, Khali Jana -2
Dhokha Hi Dhokha Hai
Ye Sab Kuch, Chhod Ke Jana Hai -2
Ye Duniya Do Din Ka Mela -2
Dhan Daulat Ka Dher Lagaya
Paani Manwa, Ye Samjhaya -2
Vachan Prabhu Ka, Us Pal Aaya -2
Aaj Hi Jana Hai
Ye Sab Kuch, Chhod Ke Jana Hai -2
Ye Duniya Do Din Ka Mela -2
Chhutega Jab, Ye Tan Bande
Soch Kahan Tu, Jayega Re -2
Dhundh Le Murkh, Apna Thikana -2
Ye Desh Begana Hai
Ki Sab Kuch, Chhod Ke Jana Hai -2
Ye Duniya Do Din Ka Mela -2
Gar Yeshu Ki, Aagya Maane
Duniyandari Ko Bisra Ke -2
Uske Kadmo Me Aa Jaaye -2
Dega Wo Ye Gawahi
Ki Tu Mera Pyara Beta Hai -2
Ye Duniya Do Din Ka Mela -2
Yeshu Jeevan Path Hai Jis Par
Tujhko Chalte Jana Hai -2
Jagah Taiyaar Hai, Uske Ghar Me -2
Vahi Thikana Hai
Ki Apne, Ghar Ko Jana Hai -2
Ye Duniya Do Din Ka Mela...