Yeshu Aapki Daya Hai

यीशु आपकी दया है,

By: Traditional
Category: PraiseOccasion: Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Yeshu Aapki Daya Hai,

Mera Man Ye Ga Raha Hai -2

Tera Vachan Masiha,

Mere Man Ko Bha Raha Hai -2

Yeshu Aapki Daya Hai,

Mera Man Ye Ga Raha Hai -2

Mere Mangne Se Jyada,

Tumne Mujhe Diya Hai -2

Badle Me Tumne Yeshu,

Kuchh Bhi Nahin Liya Hai -2

Teri Aashishon Ki Baarish,

Jeevan Ye Pa Raha Hai -2

Tera Vachan Masiha,

Mere Man Ko Bha Raha Hai…

Jeevan Ka Lakshay Tu Hai,

Mera Sangeet Tu Hai -2

Subah Sham Mahima Teri,

Jeevan Ka Geet Tu Hai -2

Kitna Mahan Tu Hai,

Dil Ye Suna Raha Hai -2

Tera Vachan Masiha,

Mere Man Ko Bha Raha Hai…

Tum Swarg Chhod Aaye,

Uddhar Sath Laaye -2

Us Krus Ki Saza Se,

Prabhu Tum Na Ghabraaye -2

Har Zakhm Ye Tumhara,

Hamko Rula Raha Hai -2

Tera Vachan Masiha,

Mere Man Ko Bha Raha Hai…

VERSE 1

यीशु आप्कि दया है,

मेरा मन ये ग रह है -2

तेरा वचन मसिह,

मेरे मन को भ रह है -2

यीशु आप्कि दया है,

मेरा मन ये ग रह है -2

मेरे मन्ग्ने से ज्यद,

तुम्ने मुझे दिय है -2

बदले मे तुम्ने यीशु,

कुच्ह भि नहीं लिय है -2

तेरी आशिशोन की बारिश,

जीवन ये प रह है -2

तेरा वचन मसिह,

मेरे मन को भ रह है…

जीवन का लक्शय तु है,

मेरा सन्गीत तु है -2

सुबह शम महिमा तेरी,

जीवन का गीत तु है -2

कित्न महन तु है,

दिल ये सुन रह है -2

तेरा वचन मसिह,

मेरे मन को भ रह है…

तुम स्वर्ग च्होद आये,

उद्धर सथ लाये -2

उस क्रूस की सज़ से,

प्रभु तुम न घब्राये -2

हर ज़ख्म ये तुम्हर,

हम्को रुल रह है -2

तेरा वचन मसिह,

मेरे मन को भ रह है…

English Lyrics
VERSE 1

Yeshu Aapki Daya Hai,

Mera Man Ye Ga Raha Hai -2

Tera Vachan Masiha,

Mere Man Ko Bha Raha Hai -2

Yeshu Aapki Daya Hai,

Mera Man Ye Ga Raha Hai -2

Mere Mangne Se Jyada,

Tumne Mujhe Diya Hai -2

Badle Me Tumne Yeshu,

Kuchh Bhi Nahin Liya Hai -2

Teri Aashishon Ki Baarish,

Jeevan Ye Pa Raha Hai -2

Tera Vachan Masiha,

Mere Man Ko Bha Raha Hai…

Jeevan Ka Lakshay Tu Hai,

Mera Sangeet Tu Hai -2

Subah Sham Mahima Teri,

Jeevan Ka Geet Tu Hai -2

Kitna Mahan Tu Hai,

Dil Ye Suna Raha Hai -2

Tera Vachan Masiha,

Mere Man Ko Bha Raha Hai…

Tum Swarg Chhod Aaye,

Uddhar Sath Laaye -2

Us Krus Ki Saza Se,

Prabhu Tum Na Ghabraaye -2

Har Zakhm Ye Tumhara,

Hamko Rula Raha Hai -2

Tera Vachan Masiha,

Mere Man Ko Bha Raha Hai…

Related Songs