Yeshu Ke Pichhe Pichhe
यीशु के पीछे-पीछे
Romanisedi
Hindi
Yeshu Ke Pichhe Pichhe,
Chala Ja Raha Hun Main
Krus Apna Main Uthaye
Chala Ja Raha Hun Main -2
Uske Hriday Ke Anusar
Ab Ban Raha Hun Main
Yeshu Ke Pichhe Pichhe...
Balidan Mere Prabhu Ka
Kitna Adbhut Hai -2
Praan Dekar Praman Kiya
Wo Mere Liye Hai -2
Yaad Kar Ke Main, Ab Usko
Chala Ja Raha Hun Main -2
Uske Hriday Ke Anusar
Ab Ban Raha Hun Main
Yeshu Ke Pichhe Pichhe...
Sansar Ki Sundarta Jo
Mujhe Ab Na Behkaye -2
Shaitan Ki Yuktiyan Sab
Kuch Kaam Ab Na Kare -2
Yeshu Ki Vaani Sunkar
Chala Ja Raha Hun Main -2
Uske Hriday Ke Anusar
Ab Ban Raha Hun Main
Yeshu Ke Pichhe Pichhe...
Tadna Prabhu Ki Adbhut
Jo Mujh Par Hoti Hai -2
Us Se Mujhko Sudharta
Ye Prem Uska Hai -2
Sudhar Kar Main Ab Aage
Chala Ja Raha Hun Main -2
Uske Hriday Ke Anusar
Ab Ban Raha Hun Main
Yeshu Ke Pichhe Pichhe...
Aankhen Ab Meri Masih Par
Chahe Aandhi Tufaan Aaye -2
Ab Yeh Mujhe Na Dubayen
Bandargaah Jo Dikhta Hai -2
Shighra Hi Pahunchne Ke Liye
Chala Ja Raha Hun Main -2
Uske Hriday Ke Anusar
Ab Ban Raha Hun Main
Yeshu Ke Pichhe Pichhe...
Apni Ichha Me Rakh Kar
Prasann Wo Hona Chahta -2
Bhali Baaton Ko Sikha Kar
Siddh Karta Rehta Hai -2
Mahima Prabhu Se Paane
Chala Ja Raha Hun Main -2
Uske Hriday Ke Anusar
Ab Ban Raha Hun Main
Yeshu Ke Pichhe Pichhe...
यीशु के पिच्हे पिच्हे,
चल ज रह हुन मैन
क्रूस अपना मैन उथये
चल ज रह हुन मैन -2
उस्के ह्रिदय के अनुसर
अब बन रह हुन मैन
यीशु के पिच्हे पिच्हे...
बलिदन मेरे प्रभु का
कित्न अद्भुत है -2
प्रान देकर प्रमन किय
वो मेरे लिये है -2
याद कर के मैन, अब उस्को
चल ज रह हुन मैन -2
उस्के ह्रिदय के अनुसर
अब बन रह हुन मैन
यीशु के पिच्हे पिच्हे...
सन्सर की सुन्दर्त जो
मुझे अब न बेह्कये -2
शैतन की युक्तियन सब
कुच काम अब न करे -2
यीशु की वानि सुन्कर
चल ज रह हुन मैन -2
उस्के ह्रिदय के अनुसर
अब बन रह हुन मैन
यीशु के पिच्हे पिच्हे...
तद्न प्रभु की अद्भुत
जो मुझ पर होति है -2
उस से मुझ्को सुधर्त
ये प्रेम उस्क है -2
सुधर कर मैन अब आगे
चल ज रह हुन मैन -2
उस्के ह्रिदय के अनुसर
अब बन रह हुन मैन
यीशु के पिच्हे पिच्हे...
आन्खेन अब मेरी मसिह पर
चहे आन्धि तुफ़ान आये -2
अब येह मुझे न दुबयेन
बन्दर्गाह जो दिख्त है -2
शिघ्र हि पहुन्च्ने के लिये
चल ज रह हुन मैन -2
उस्के ह्रिदय के अनुसर
अब बन रह हुन मैन
यीशु के पिच्हे पिच्हे...
अपनी इच्ह मे रख कर
प्रसन्न वो होन चह्त -2
भलि बातोन को सिख कर
सिद्ध कर्त रेह्त है -2
महिमा प्रभु से पाने
चल ज रह हुन मैन -2
उस्के ह्रिदय के अनुसर
अब बन रह हुन मैन
यीशु के पिच्हे पिच्हे...
Yeshu Ke Pichhe Pichhe,
Chala Ja Raha Hun Main
Krus Apna Main Uthaye
Chala Ja Raha Hun Main -2
Uske Hriday Ke Anusar
Ab Ban Raha Hun Main
Yeshu Ke Pichhe Pichhe...
Balidan Mere Prabhu Ka
Kitna Adbhut Hai -2
Praan Dekar Praman Kiya
Wo Mere Liye Hai -2
Yaad Kar Ke Main, Ab Usko
Chala Ja Raha Hun Main -2
Uske Hriday Ke Anusar
Ab Ban Raha Hun Main
Yeshu Ke Pichhe Pichhe...
Sansar Ki Sundarta Jo
Mujhe Ab Na Behkaye -2
Shaitan Ki Yuktiyan Sab
Kuch Kaam Ab Na Kare -2
Yeshu Ki Vaani Sunkar
Chala Ja Raha Hun Main -2
Uske Hriday Ke Anusar
Ab Ban Raha Hun Main
Yeshu Ke Pichhe Pichhe...
Tadna Prabhu Ki Adbhut
Jo Mujh Par Hoti Hai -2
Us Se Mujhko Sudharta
Ye Prem Uska Hai -2
Sudhar Kar Main Ab Aage
Chala Ja Raha Hun Main -2
Uske Hriday Ke Anusar
Ab Ban Raha Hun Main
Yeshu Ke Pichhe Pichhe...
Aankhen Ab Meri Masih Par
Chahe Aandhi Tufaan Aaye -2
Ab Yeh Mujhe Na Dubayen
Bandargaah Jo Dikhta Hai -2
Shighra Hi Pahunchne Ke Liye
Chala Ja Raha Hun Main -2
Uske Hriday Ke Anusar
Ab Ban Raha Hun Main
Yeshu Ke Pichhe Pichhe...
Apni Ichha Me Rakh Kar
Prasann Wo Hona Chahta -2
Bhali Baaton Ko Sikha Kar
Siddh Karta Rehta Hai -2
Mahima Prabhu Se Paane
Chala Ja Raha Hun Main -2
Uske Hriday Ke Anusar
Ab Ban Raha Hun Main
Yeshu Ke Pichhe Pichhe...
Related Songs
Rajulaku Raju Putte Annayya
by Traditional
Wada Jo Kiya Main Nibhaunga Sada
by Traditional
Pahadon Pe Hanste Hain Masiha Ke Diwane
by Traditional
Akshay Mathews
by Traditional
Mere Viruddh Uthne Wali
by Traditional
Aisa Mujhko Bana
by Ashish Charan