Yeshu Masih Bharosa Mera (Haath Uthakar Gaunga)
Romanisedi
Hindi
Yeshu Masih Bharosa Mera
Tu Hi Sahara Hai Mera
Mushkil Samay Me
Tu Hi Dilaasa
Sath Rahega Tu Sada
Karuna Bhalyi Teri
Sada Rahegi Mujh Par
Teri Vishwasyogyata
Dekhunga Main Umr Bhar
Main Hath Uthakar Gaunga
Yeshu Tera Naam Rahe Uncha
Main Hath Uthakar Gaunga
Yeshu Tera Naam Rahe Uncha
Maut Se Hai Bachaya Tune
Jiwan Naya Hai De Diya
Naam Lekar Pukara Mujhe
Mahima Se Mujhko Bhar Diya
Karuna Bhalyi Teri
Sada Rahegi Mujh Par
Teri Vishwasyogyata
Dekhunga Main Umr Bhar
Main Hath Uthakar Gaunga
Yeshu Tera Naam Rahe Uncha
Main Hath Uthakar Gaunga
Yeshu Tera Naam Rahe Uncha
Aadar Aur Mahima Ho Teri
Tu Hi Hamara Khuda
Puri Ho Teri Hi Marzi
Aaye Tera Raaj Yahan -2
Aadar Aur Mahima Ho Teri
Tu Hi Hamara Khuda
Puri Ho Teri Hi Marzi
Tera Hi Raaj Ho Yahan
Ham Hath Uthakar Gayenge
Yeshu Tera Naam Rahe Uncha
Ham Hath Uthakar Gayenge
Yeshu Tera Naam Rahe Uncha
Karuna Bahlayi Teri
Sada Rahegi Mujh Par
Teri Vishwasyogyata
Dekhunga Main Umr Bhar
Main Hath Uthakar Gaunga...
यीशु मसीह भरोसा मेरा
तू ही सहारा है मेरा
मुश्किल समय में, तू ही दिलासा
साथ रहेगा तू सदा
करुणा भलाई तेरी
सदा रहेगी मुझ पर
तेरी विश्वासयोग्यता
देखूंगा मैं उम्र भर
मैं हाथ उठाकर गाऊँगा
यीशु तेरा नाम रहे ऊँचा
मैं हाथ उठाकर गाऊँगा
यीशु तेरा नाम रहे ऊँचा
मौत से, है बचाया तूने
जीवन नया है दे दिया
नाम ले कर पुकारा मुझे
महिमा से मुझको भर दिया
करुणा भलाई तेरी
सदा रहेगी मुझ पर
तेरी विश्वासयोग्यता
देखूंगा मैं उम्र भर
मैं हाथ उठाकर गाऊँगा
यीशु तेरा नाम रहे ऊँचा -2
आदर और महिमा हो तेरी
तू ही हमारा खुदा
पूरी हो तेरी ही मर्ज़ी
आये तेरा राज यहाँ -2
आदर और महिमा हो तेरी
तू ही हमारा खुदा
पूरी हो तेरी ही मर्ज़ी
तेरा ही राज हो यहाँ
हम हाथ उठाकर गायेंगे
यीशु तेरा नाम रहे ऊँचा -2
करुणा भलाई तेरी
सदा रहेगी मुझ पर
तेरी विश्वासयोग्यता
देखूंगा मैं उम्र भर
मैं हाथ उठाकर गाऊँगा...
Yeshu Masih Bharosa Mera
Tu Hi Sahara Hai Mera
Mushkil Samay Me
Tu Hi Dilaasa
Sath Rahega Tu Sada
Karuna Bhalyi Teri
Sada Rahegi Mujh Par
Teri Vishwasyogyata
Dekhunga Main Umr Bhar
Main Hath Uthakar Gaunga
Yeshu Tera Naam Rahe Uncha
Main Hath Uthakar Gaunga
Yeshu Tera Naam Rahe Uncha
Maut Se Hai Bachaya Tune
Jiwan Naya Hai De Diya
Naam Lekar Pukara Mujhe
Mahima Se Mujhko Bhar Diya
Karuna Bhalyi Teri
Sada Rahegi Mujh Par
Teri Vishwasyogyata
Dekhunga Main Umr Bhar
Main Hath Uthakar Gaunga
Yeshu Tera Naam Rahe Uncha
Main Hath Uthakar Gaunga
Yeshu Tera Naam Rahe Uncha
Aadar Aur Mahima Ho Teri
Tu Hi Hamara Khuda
Puri Ho Teri Hi Marzi
Aaye Tera Raaj Yahan -2
Aadar Aur Mahima Ho Teri
Tu Hi Hamara Khuda
Puri Ho Teri Hi Marzi
Tera Hi Raaj Ho Yahan
Ham Hath Uthakar Gayenge
Yeshu Tera Naam Rahe Uncha
Ham Hath Uthakar Gayenge
Yeshu Tera Naam Rahe Uncha
Karuna Bahlayi Teri
Sada Rahegi Mujh Par
Teri Vishwasyogyata
Dekhunga Main Umr Bhar
Main Hath Uthakar Gaunga...