Yeshu Masih Ki Jai

यीशु मसीह की जय,

By: Traditional
Category: Christmas ServiceOccasion: Christmas, Sunday Service, Christmas ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Yeshu Masih Ki Jai

Yeshu Masih Ki Jai

Sab MilKar Bolo Bhai

Yeshu Masih Ki Jai

Vah Swarg Chhodkar Aaya

Dooton Ne Mangal Gaya

Charwahon Ko Batlaya

Vah Charni Ke Beech Hai

Yah Samachar Jab Paya

Vah Bethlehem Me Jaya

Vah Manushya Deh Me Aaya

Yah Adbhut Data Hai

Ki Prem Hame Dikhlaya

Vah Beech Hamare Aaya

Ishwar Ka Bhed Bataya

Vah Jag Ko Bhaya Hai

Vah Mukti Padarath Laya

Sab Paapin Ko Batlaya

Jo Paas Prabhu Yeshu Ke Aaya

Sab Dur Kiye Hain Bhay

Main Sharan Masih Ki Aaya

Aur Darshan Uska Paya

Anand Se Khush Ho Gaya

Vah Sachmuch Ka Data Hai

VERSE 1

यीशु मसिह की जै

यीशु मसिह की जै

सब मिल्कर बोलो भै

यीशु मसिह की जै

वह स्वर्ग च्होद्कर आय

दूतोन ने मन्गल गय

चर्वहोन को बत्लय

वह चर्नि के बीच है

यह समचर जब पय

वह बेथ्लेहेम मे जय

वह मनुश्य देह मे आय

यह अद्भुत दत है

की प्रेम हमे दिख्लय

वह बीच हमरे आय

इश्वर का भेड़ बतय

वह जग को भय है

वह मुक्ति पदरथ लय

सब पापिन को बत्लय

जो पास प्रभु यीशु के आय

सब दुर किये हैं भय

मैन शरन मसिह की आय

और दर्शन उस्क पय

आनन्द से खुश हो गय

वह सच्मुच का दत है

English Lyrics
VERSE 1

Yeshu Masih Ki Jai

Yeshu Masih Ki Jai

Sab MilKar Bolo Bhai

Yeshu Masih Ki Jai

Vah Swarg Chhodkar Aaya

Dooton Ne Mangal Gaya

Charwahon Ko Batlaya

Vah Charni Ke Beech Hai

Yah Samachar Jab Paya

Vah Bethlehem Me Jaya

Vah Manushya Deh Me Aaya

Yah Adbhut Data Hai

Ki Prem Hame Dikhlaya

Vah Beech Hamare Aaya

Ishwar Ka Bhed Bataya

Vah Jag Ko Bhaya Hai

Vah Mukti Padarath Laya

Sab Paapin Ko Batlaya

Jo Paas Prabhu Yeshu Ke Aaya

Sab Dur Kiye Hain Bhay

Main Sharan Masih Ki Aaya

Aur Darshan Uska Paya

Anand Se Khush Ho Gaya

Vah Sachmuch Ka Data Hai

Related Songs