Yeshu Ne Apna Khoon Baha Ke

यीशु ने अपना, खून बहा के

By: Traditional
Category: WorshipOccasion: Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Yeshu Ne Apna Khoon Baha Ke

Mujhe Bacha Liya -2

Kyon Na Main Gaunga Geet Usi Ke

Mujhe Bacha Liya

Yeshu Ne Apna Khoon Baha Ke

Mujhe Bacha Liya

Jab Main Gunahon Me Pada Hua Tha

Yeshu Aa Gaya

Usi Ke Maare Jaane Se Main

Jeevan Bhi Pa Gaya -2

Isliye Gaunga Geet Usi Ke

Mujhe Bacha Liya

Yeshu Ne Apna Khoon Baha Ke

Mujhe Bacha Liya...

Mere Gunahon Ka Bojh Utha Ke

Kya Kya Na Usne Saha

Mere Gunahon Ko Maaf Karane Ko

Khoon Bhi Uska Baha -2

Kitna Anutha Hai Pyaar Prabhu Ka

Mujhe Bacha Liya

Yeshu Ne Apna Khoon Baha Ke

Mujhe Bacha Liya...

Sewa Karenge, Pyare Prabhu Ki

Jaisa Ki Usne Kaha

Mar Bhi Mitenge, Pyare Prabhu Me

Jaisa Ki Usne Saha -2

Hardam Ham Gayenge Geet Usi Ke

Mujhe Bacha Liya

Yeshu Ne Apna Khoon Baha Ke

Mujhe Bacha Liya...

VERSE 1

यीशु ने अपना खून बह के

मुझे बच लिय -2

क्योन न मैन गौन्ग गीत उसि के

मुझे बच लिय

यीशु ने अपना खून बह के

मुझे बच लिय

जब मैन गुनहोन मे पद हुअ थ

यीशु आ गय

उसि के मारे जाने से मैन

जीवन भि प गय -2

इस्लिये गौन्ग गीत उसि के

मुझे बच लिय

यीशु ने अपना खून बह के

मुझे बच लिय...

मेरे गुनहोन का बोझ उथ के

क्य क्य न उस्ने सह

मेरे गुनहोन को माफ़ करने को

खून भि उस्क बह -2

कित्न अनुथ है प्यार प्रभु का

मुझे बच लिय

यीशु ने अपना खून बह के

मुझे बच लिय...

सेव करेन्गे, प्यरे प्रभु की

जैस की उस्ने कह

मर भि मितेन्गे, प्यरे प्रभु मे

जैस की उस्ने सह -2

हर्दम हम गयेन्गे गीत उसि के

मुझे बच लिय

यीशु ने अपना खून बह के

मुझे बच लिय...

English Lyrics
VERSE 1

Yeshu Ne Apna Khoon Baha Ke

Mujhe Bacha Liya -2

Kyon Na Main Gaunga Geet Usi Ke

Mujhe Bacha Liya

Yeshu Ne Apna Khoon Baha Ke

Mujhe Bacha Liya

Jab Main Gunahon Me Pada Hua Tha

Yeshu Aa Gaya

Usi Ke Maare Jaane Se Main

Jeevan Bhi Pa Gaya -2

Isliye Gaunga Geet Usi Ke

Mujhe Bacha Liya

Yeshu Ne Apna Khoon Baha Ke

Mujhe Bacha Liya...

Mere Gunahon Ka Bojh Utha Ke

Kya Kya Na Usne Saha

Mere Gunahon Ko Maaf Karane Ko

Khoon Bhi Uska Baha -2

Kitna Anutha Hai Pyaar Prabhu Ka

Mujhe Bacha Liya

Yeshu Ne Apna Khoon Baha Ke

Mujhe Bacha Liya...

Sewa Karenge, Pyare Prabhu Ki

Jaisa Ki Usne Kaha

Mar Bhi Mitenge, Pyare Prabhu Me

Jaisa Ki Usne Saha -2

Hardam Ham Gayenge Geet Usi Ke

Mujhe Bacha Liya

Yeshu Ne Apna Khoon Baha Ke

Mujhe Bacha Liya...

Related Songs