Yeshu Ne Kaha Unse

यीशु ने कहा उनसे,

By: Traditional
Category: WorshipOccasion: Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Yeshu Ne Kaha Unse,

Jeevan Ki Main Roti Hun

Jo Mere Paas Aaye,

Bhukha Na Kabhi Rahega

Jeevan Jal Ki Nadiyan Mujhi Me,

Jo Mere Paas Aaye, Pyasa Na Rahega

Hathon Me Mere, Tujhe Main Rakhunga,

Mujhse Juda Hone Na Dunga -2

Jo Kuch Pita Ne Mujhe Diya Hai,

Vah Sab Paas Mere Laut Aayega

Apni Daya Aur Pyaar Se Bhar Ke,

Apni Baahon Me Unhen Main Rakhunga -2

Mera Pita Sada Sath Hai Mere,

Tujhe Bhi Main Apne Sath Rakhunga

Jeevan Ki Jyoti Tujhme Rahegi,

Swargiya Desh Me Tu Chamakta Rahega -2

VERSE 1

यीशु ने कह उन्से,

जीवन की मैन रोति हुन

जो मेरे पास आये,

भुख न कभि रहेग

जीवन जल की नदियन मुझि मे,

जो मेरे पास आये, प्यस न रहेग

हथोन मे मेरे, तुझे मैन रखुन्ग,

मुझ्से जुद होने न दुन्ग -2

जो कुच पिता ने मुझे दिय है,

वह सब पास मेरे लौत आयेग

अपनी दया और प्यार से भर के,

अपनी बाहोन मे उन्हेन मैन रखुन्ग -2

मेरा पिता सद सथ है मेरे,

तुझे भि मैन अपने सथ रखुन्ग

जीवन की ज्योति तुझ्मे रहेगि,

स्वर्गिय देश मे तु चमक्त रहेग -2

English Lyrics
VERSE 1

Yeshu Ne Kaha Unse,

Jeevan Ki Main Roti Hun

Jo Mere Paas Aaye,

Bhukha Na Kabhi Rahega

Jeevan Jal Ki Nadiyan Mujhi Me,

Jo Mere Paas Aaye, Pyasa Na Rahega

Hathon Me Mere, Tujhe Main Rakhunga,

Mujhse Juda Hone Na Dunga -2

Jo Kuch Pita Ne Mujhe Diya Hai,

Vah Sab Paas Mere Laut Aayega

Apni Daya Aur Pyaar Se Bhar Ke,

Apni Baahon Me Unhen Main Rakhunga -2

Mera Pita Sada Sath Hai Mere,

Tujhe Bhi Main Apne Sath Rakhunga

Jeevan Ki Jyoti Tujhme Rahegi,

Swargiya Desh Me Tu Chamakta Rahega -2

Related Songs