Back to Library

Yeshu Tu Hai Mahaan

Category: WorshipLanguage: HindiKey: G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Yeshu Tu Hai Mahaan

Teri Jai, Teri Jai, Teri Jai

Tu Jo Aaya, Mere Jeevan Me

Le Ke Khushiyan, Le Ke Pyar -2

Main Paapon Me Duba

Aisa Duba, Aisa Duba

Aankhon Me The Aansu

Sabne Chhoda, Sabne Chhoda

Par Tu Aaya, Mere Jeevan Me

Le Ke Mukti, Le Ke Pyar

Yeshu Tu Hai Mahaan...

Main Duniyan Ki Chizon Me

Tumhen Dhundhta Tha

Nafrat Aur Matlab Ki

Duniyan Me, Main Ghumta Tha

Par Tu Aaya, Mere Jeevan Me

Le Ke Mukti, Le Ke Pyar

Yeshu Tu Hai Mahaan...

YESHU TU HAI MAHAAN LYRICS IN HINDI

यीशु तू है महान

तेरी जय, तेरी जय, तेरी जय

तू जो आया, मेरे जीवन में

ले के खुशियाँ, ले के प्यार -2

मैं पापों में डूबा

ऐसा डूबा, ऐसा डूबा

आँखों में थे आँसू

सबने छोड़ा, सबने छोड़ा

पर तू आया, मेरे जीवन में

ले के मुक्ति, ले के प्यार

यीशु तू है महान…

मैं दुनियाँ की चीज़ों में

तुम्हें ढूँढता था

नफरत और मतलब की

दुनियां में, मैं घूमता था

पर तू आया, मेरे जीवन में

ले के मुक्ति, ले के प्यार

यीशु तू है महान…

English Lyrics
VERSE 1

Yeshu Tu Hai Mahaan

Teri Jai, Teri Jai, Teri Jai

Tu Jo Aaya, Mere Jeevan Me

Le Ke Khushiyan, Le Ke Pyar -2

Main Paapon Me Duba

Aisa Duba, Aisa Duba

Aankhon Me The Aansu

Sabne Chhoda, Sabne Chhoda

Par Tu Aaya, Mere Jeevan Me

Le Ke Mukti, Le Ke Pyar

Yeshu Tu Hai Mahaan...

Main Duniyan Ki Chizon Me

Tumhen Dhundhta Tha

Nafrat Aur Matlab Ki

Duniyan Me, Main Ghumta Tha

Par Tu Aaya, Mere Jeevan Me

Le Ke Mukti, Le Ke Pyar

Yeshu Tu Hai Mahaan...

Related Songs