Back to Library

Yeshu Tu Hai Mera

Category: WorshipLanguage: HindiKey: G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Yeshu Tu Hai Mera,

Marg Satya Jeevan

Tu Hai Prabhu Deta Mujhe,

Aatma Ka Bal -2

Yeshu Hi Jeevan Hai,

Aur Marg Hai

Yeshu Hi Satya Hai,

Aur Prem Hai -2

Tune Jo Mujh Se Prem Kiya

Prem Ke Badle Jeevan Diya

Samarth Diya, Bharosa Diya

Aur Di Zindagi -2

Yeshu Tu Hai Mera...

Tune Jo Mujh Par, Ki Hai Kripa

Aur Mujhme, Di Hai Daya

Anand Diya, Dheeraj Diya

Kitna Bhalai Kiya -2

Yeshu Tu Hai Mera...

YESHU TU HAI MERA LYRICS IN HINDI

यीशु तू है मेरा, मार्ग सत्य जीवन

तू है प्रभु देता मुझे, आत्मा का बल -2

यीशु ही जीवन है, और मार्ग है

यीशु ही सत्य है, और प्रेम है -2

तूने जो मुझ से प्रेम किया,

प्रेम के बदले जीवन दिया

सामर्थ दिया, भरोसा दिया,

और दी जिंदगी -2

यीशु तू है मेरा...

तूने जो मुझ पर, की है कृपा,

और मुझमें, दी है दया

आनंद दिया, धीरज दिया,

कितना भलाई किया -2

यीशु तू है मेरा...

English Lyrics
VERSE 1

Yeshu Tu Hai Mera,

Marg Satya Jeevan

Tu Hai Prabhu Deta Mujhe,

Aatma Ka Bal -2

Yeshu Hi Jeevan Hai,

Aur Marg Hai

Yeshu Hi Satya Hai,

Aur Prem Hai -2

Tune Jo Mujh Se Prem Kiya

Prem Ke Badle Jeevan Diya

Samarth Diya, Bharosa Diya

Aur Di Zindagi -2

Yeshu Tu Hai Mera...

Tune Jo Mujh Par, Ki Hai Kripa

Aur Mujhme, Di Hai Daya

Anand Diya, Dheeraj Diya

Kitna Bhalai Kiya -2

Yeshu Tu Hai Mera...

Related Songs