Yeshu Tu Mera Prabhu

यीशु तू मेरा प्रभु

By: Traditional
Category: PraiseOccasion: Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Mujhme Teri Saansen Hain

Mujhme Tera Lahu Hai

Mujhme Teri Aatma Basi Hai -2

Yeshu Tu Mera Prabhu

Tujh Bin Main Kaise Jeeun -2

Wo Aatma Teri Or Laati Hai

Mujhko Yeshu, Tujhse Milaati Hai

Tere Vachno Ko, Mujhe Samjhati Hai

Teri Aatma Sahayak Banti Hai -2

Dhanyawad Yeshu

Pavitra Aatma Dhanyawad -2

Yeshu Tu Mera Prabhu

Tujh Bin Main Kaise Jeeun -2

Mere Dil Ki Hai, Ek Aas Prabhu

Tujhme Yeshu, Aur Dubna Chahun

Teri Baahon Se, Kabhi Main Na Niklun

Aise Pyaar Se, Mere Tu Dil Ko Chhu -2

Chhu Le, Mujhko Chhu Le

Aisa Chhu Le, Pavitra Aatma -2

Yeshu Tu Mera Prabhu

Tujh Bin Main Kaise Jeeun -2

VERSE 1

मुझ्मे तेरी सान्सेन हैं

मुझ्मे तेरा लहु है

मुझ्मे तेरी आत्मा बसि है -2

यीशु तु मेरा प्रभु

तुझ बिन मैन कैसे जीउन -2

वो आत्मा तेरी ओर लाति है

मुझ्को यीशु, तुझ्से मिलाति है

तेरे वच्नो को, मुझे सम्झति है

तेरी आत्मा सहयक बन्ति है -2

धन्यवद यीशु

पवित्र आत्मा धन्यवद -2

यीशु तु मेरा प्रभु

तुझ बिन मैन कैसे जीउन -2

मेरे दिल की है, एक आस प्रभु

तुझ्मे यीशु, और दुब्न चहुन

तेरी बाहोन से, कभि मैन न निक्लुन

ऐसे प्यार से, मेरे तु दिल को च्हु -2

च्हु ले, मुझ्को च्हु ले

ऐस च्हु ले, पवित्र आत्मा -2

यीशु तु मेरा प्रभु

तुझ बिन मैन कैसे जीउन -2

English Lyrics
VERSE 1

Mujhme Teri Saansen Hain

Mujhme Tera Lahu Hai

Mujhme Teri Aatma Basi Hai -2

Yeshu Tu Mera Prabhu

Tujh Bin Main Kaise Jeeun -2

Wo Aatma Teri Or Laati Hai

Mujhko Yeshu, Tujhse Milaati Hai

Tere Vachno Ko, Mujhe Samjhati Hai

Teri Aatma Sahayak Banti Hai -2

Dhanyawad Yeshu

Pavitra Aatma Dhanyawad -2

Yeshu Tu Mera Prabhu

Tujh Bin Main Kaise Jeeun -2

Mere Dil Ki Hai, Ek Aas Prabhu

Tujhme Yeshu, Aur Dubna Chahun

Teri Baahon Se, Kabhi Main Na Niklun

Aise Pyaar Se, Mere Tu Dil Ko Chhu -2

Chhu Le, Mujhko Chhu Le

Aisa Chhu Le, Pavitra Aatma -2

Yeshu Tu Mera Prabhu

Tujh Bin Main Kaise Jeeun -2

Related Songs