Back to Library

Yesu bula raha

Category: WorshipLanguage: HindiKey: G
VERSE 1

Yesu bula raha

Tera naam le le kar, tujhe Yesu bula raha

Yesu bula raha-2

Tera naam le le kar, tujhe Yesu bula raha

Kya payega tu, jeet kar is duniya ko

Kya laabh hoga, kho kar aatma ko

Kya payega tu, jeet kar is duniya ko

Kya laabh hoga, kho kar aatma ko

Tu aaja Yesu ke paas

Tujhe Yesu bula raha

Tu aaja Yesu ke paas

Tujhe Yesu bula raha

CHORUS

Chor aaya chori karne, Ghat hatya karne

Yesu aaya jeevan dene, Bahutayat ka jeevan dene

Chor aaya chori karne, Ghat hatya karne

Yesu aaya jeevan dene, Bahutayat ka jeevan dene

Tu aaja Yesu ke paas

Tujhe Yesu bula raha

Tu aaja Yesu ke paas

Tujhe Yesu bula raha

Related Songs